Hindi Shayari

Image
यकीन और दुआ नजर नहीं आते, मगर नामुमकिन को मुमकिन बना देते हैं। अब कौन से मौसम से हम आस लगायें, बरसात में भी याद न जब उनको हम आये। ऐ दिल! मत कर इतनी मोहब्बत तू किसी से, इश्क़ में मिला दर्द तू सह नहीं पायेगा, टूट कर बिखर जायेगा एक दिन अपनों के हाथों, किसने तोड़ा ये भी किसी से कह नहीं पायेगा। यकीन और दुआ नजर नहीं आते, मगर नामुमकिन को मुमकिन बना देते हैं। मेरी आँखों में मोहब्बत की चमक आज भी है, फिर भी मेरे प्यार पर उसको शक आज भी है, नाव में बैठ कर धोये थे उसने हाथ कभी, पानी में उसकी मेहँदी की महक आज भी है।

Mirza galib (shayari)





De mujhko shikayat ki izajat ki sitam-gar
Kuch tujh ko maza bhi mere aajar me aave...!!!




Thi khabar garm ki 'galib' ke udenge purje
Dekhne ham bhi gaye the pr tamasha n huwa...!!!






Tire Wade par jiye ham to ye jaan jhut jana
Ki khushi se mar n jate agar yetibar hota...!!!






Tum jano tum ko gair se jo rasm-o-rah ho
Mujh ko bhi puchte raho to kya gunah ho...!!!





Ji dhundta he phir wahi fursat ke raat din
Baithe rahe tasavvur-e-jana kiye huye...!!!







Jaan tum par nisar karta hun
Mai nahi janta dyaa kya he...!!!










Jab ki tujh bin nahi koi moujud
Phir ye hangama ye khuda kya he...!!!






'galib' bura n man jo waij bura kahe
Aisa bhi koi he ki sab accha kahe jise...!!!






Ki mire katl ke baad us ne jafa se touba
Haay us jud-pashimaa ka pashimaa hona...!!!






Kitne shiri hen tere lab ki rajiv
Galiyan kha ke be-maja n huwa...!!!







Kasida ke aate aate khat ek aur likh rakhun
Mai janta hun jo wo likhenge jawab me...!!!






Kaba kis muh se jaoge 'galib'
Sharm tum ko magar nahi aati...!!!







Yahan mai-khane ka darwaja 'galib' aur kahan waij
Par itna jante he kal wo jata tha ki ham nikle...!!!






Karz ki pite the may lekin samajhte the ki han
Rang lavegi hamari faka-masti ek din...!!!






Yetibaar-e-ishq ki khana-kharabi dekhna
Gair ne ki aah lekin wo khafa mujh par huye...!!!






Un ke dekhe se jo aa jati he muh par tauna
Wo samajhte he ki honar ka hal accha he...!!!





Udhar wo bad -gumani he idhar ye na-tawani he
N pucha jaye he us se n bola jaye he mujh se...!!!






Is sadgi pe koun n mar jaye ye khuda
Ladte he aur hat me talwar bhi nahi...!!!






Is najakat ka bura ho wo bhale he to kya
Hat aawe to unhe hat lagaye n bane...!!!







Ishq par jor nahi he ye wo aatash 'galib'
Ki lagaye n lage aur bujhaye n bane...!!!






Ishq ne 'galib' nikamma kar diya
Warna ham bhi aadmi the kam ke...!!!







Aashiqui hun pe mashuk-farebi he mira kam
Majnu ko bura kahti he mere aage...!!!







Aata he dag-e-hasrat-e-dil ka shumar yaad
Mujh se mire gunah ka hisab ye khuda n mang...!!!






Aage aati thi haal-e-dil pe hasi
Ab kis baat par nahi aati...!!!







Aaye he be-kasi-e-ishq pe rona 'galib'
Kis ke ghar jayega sailab-e-bala mere baad...!!!






Aaina dekh apna sa muh le ke rah gaye
Sahab ko dil n dene pe kitna gurur tha...!!!






Apni gali me mujh ko n kar dafn baad-e-katl
Mere pate se khalk ko kyu tera ghar mile...!!!











तो मित्रो अगर इनमे से कोई आपकी पसंदीदा मिर्जा ग़ालिब की शायरी Mirza Ghalib Shayari  रह गयी हो तो कमेंट में वो शायरी लिखना ना भूले |

Comments

Popular posts from this blog

अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो, मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो, मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना !! मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो!

ज़ख्म कहां कहां से मिले है, छोड़ इन बातो को, ज़िन्दगी तु तो ये बता, सफर कितना बाकी है।💕

वो जाते हुये प्यार में, निशानी दे गया...