Hindi Shayari

Image
यकीन और दुआ नजर नहीं आते, मगर नामुमकिन को मुमकिन बना देते हैं। अब कौन से मौसम से हम आस लगायें, बरसात में भी याद न जब उनको हम आये। ऐ दिल! मत कर इतनी मोहब्बत तू किसी से, इश्क़ में मिला दर्द तू सह नहीं पायेगा, टूट कर बिखर जायेगा एक दिन अपनों के हाथों, किसने तोड़ा ये भी किसी से कह नहीं पायेगा। यकीन और दुआ नजर नहीं आते, मगर नामुमकिन को मुमकिन बना देते हैं। मेरी आँखों में मोहब्बत की चमक आज भी है, फिर भी मेरे प्यार पर उसको शक आज भी है, नाव में बैठ कर धोये थे उसने हाथ कभी, पानी में उसकी मेहँदी की महक आज भी है।

Gam ko chupane ki aadat si hai mujhe


Gam ko chupaanay ki aadat si hai mujhe...!
Khud ko sataane ki aadat si hai mujhe...!
Jaan le na koi haal-e-dil is dar se...!
Bewajha muskurane ki aadat si hai mujhe...!
Youn to tere dar se namuraad lauta hoon...!
Qismat ko aazmaane ki aadat si hai mujhe...!
Mein jantaa hoon ke too laut kar na aayegi...!
Dil ko behlaane ki aadat si hai mujhe...!
Chaand gham na kar mein bhi tera saathi hoon...!
Ke rat jag kar bitane ki aadat si hai mujhe...!


Taras Gaye Thodi Si Wafa Ke Liye,
Kisi Se Pyar Na Karenge Khuda Ke Liye,
Jab Bhi Lagti Hai Ishq Ki Adalat,
Kyun Hum Hi Chune Jate Hai Saza Ke Liye?


Tanhai Bhari Zindagi Ka Safar Mila
Na Saathi Na Humsafar Mila
Hum Diya Jalta Chod Gsye The Unke Liye Jab
vapis Lote To Jalta Hua Ghar Mila


Kya Gila Kare Unse Hum Bewafai Ka,
Hum Khud Hi Laye The Mausam Tanhai Ka,
Woh To Meelon Door The Humse,
Hum Hi Picha Karte Rahe Unki Parchai Ka.


Woh Kahte Hai Ke Saari Raat
Aap Hamain Sone Nahi Dete,
Hum Kehte Hai Aapka Noor Hai Aisa
Ke Aap Hamari Raat Hone Hi Nahi Dete


Ye Dil Aapko Bhula Nahi Sakta,
Aisa Kyun Hai Bata Nahi Sakta,
Muskil To Ye Hai Ki Aapko Yakeen Nahi
Aur Main Dil Cheer Ke Dikha Nahi Sakta


Kisi Ne Humse Puchha,
Vaado Aur o Main Kya Fark Hai?
Hum Ne Kaha Vaade Insan Todta Hai,
Aur Yaadein Insan Ko Tod Deti Hai.


Teri Dunia Se Jaane Ke Baad Main Tumhe,
Har Ek Taare Main Nazar Aya Karunga.
Tum Harpal Koi Dua Maang Lena,
Or Main Har Baar Tut Jaya Karunga.


Dil Ke Afsane Hote Hai Hazar
Kahin Romeo Ki Kabar,
Kahi Galib Ki Mazar Lakh Judaa Karlo Ishq Karne Walo Ko
Naye Rang Me Lautenge Diwane Har Bar....


Khush Nasib Hote Hai Badal Jo
Dur Rehkar Bhi Zameen Par Barste Hai
Or Badnasib Hai Hum Jo Ik Hi Duniya Main Rehte Hai
Par Milne Ko Tarste Hai.....


Tera Dukh Hum Seh Nahi Sakte
Bhari Mehfil Main kuch keh Nahi Sakte
Mere Girte Aansu Pakad Kar Dekh,
Woh Bhi kehte Hai Hum Tere Bina Reh Nahi Sakte....


Ankhe Khuli To Pata Chala Ke Maut Ne Hi Bewafai Kar Li.
Maut Se Jo Pucha Bewafai Ki Wajah,
Kaha Tere Liye Kisine Zindagi Ki Dua Kar Li.......

Dard Jitna Hai Mari Nigaho Main,
Paoge Utna Hi Kisi Ki Raho Main,
Bitana Chahte The Zindgi Jiski Bahoo Main,
Maut Bhi Nahi Mili Pai Unki Panaho Main.


Bundo Se Bana Hua Chota Sa Samandar,
Lehro Se Bhigti Choti Si Basti ,
Chalo Dhundhe Barish Main Dosti Ki Yaaden,
Haath Main Lekar Ek Kagaz Ki Kashti


Aaj Bhi Ek Sawal Hai Is Dil Main,
Pyar Ka Gam Beshumar Hai Is DIL Main,
Kuch keh Nahi pata Ye Dil Magar,
Kisi ke Liye Bahut Pyar Hai Is DIL Main.


Usko Mera Halka Sa Ehsaas To Hai,
Bedard Sahi Woh Meri Humraz Yo Hai,
Woh Aaye Na Aaya Mere Paas Lekin,
Shiddat Se Mujhe Uska Intezar To Hai.


Mohabbat Ki Gali Gumnam Kyun Hai,
Judai Hi Ishq Ka Anjaam Kyun Hai,
Loog Dete Hai Ise Naam Khuda Ka,
Toh Phir Mohabbat Itni Badnaam Kyun Hai.


Mohabbat Bhi Kya Cheez Hoti Hai
Magar Yeh Bhi Kisi Kisi Ko Naseeb Hoti Hai
Pakad Leta Hai Jo Daaman Iska
Samjho Maut Uske Kareeb Hoti Hai.


Mana Ke Aaj Hum Akele Reh Gaye
Judai Ke Aansoo Ankhon Se Beh Gaye.
Rote Hue Ko Kaun Chup Karaega
Jo Chup Karate The Wo Hi Rone Ko Keh Gaye.


Kitne Chehre Hai Is Duniya Main Magar
Humko Har Chehre Main Ek Chehra Nazar Aata Hai
Duniya Ko Ab Kya Yaad Kare
Jab Apki Yaado Main Waqt guzar Jata Hai.


Aaj Mere Dard Ki Inteha Hone De
Mat Rook Mujhe Jee Bhar Ke Rone De
Nahi Manzur Zindagi Tere Pyar Ke Bagair
Aaj Mujhe Mout Ki Neend Me Sone De.


Ab Na Rula Paoge Kabhi,
Chalo Zindgi Ka Ye Haal Kiye Dete Hai,
Ek Patthar Pe Likhte Hai Naam Tera,
Aur Seene Pe Use Rakh Lete Hai.


Nabaz Meri Dekhi To Bimar Likh Diya,
Rog Hai Aapka Pyar Ye Likh Diya,
Karzdar Hai Hum Us Hakim Ke,
Jisne Dawa Main Aapka Didar Likh Diya


Gehri Ankho Se Jab Woh Dekte Hai Hamain
Ghabra Ke Hum Nazre Jhuka Lete Hai
Kaun Milaye Unki Ankho Se Ankhe
Suna Hai Woh Ankho Se Apna Bana Lete Hai


Comments

Popular posts from this blog

अभी सूरज नहीं डूबा जरा सी शाम होने दो, मैं खुद लौट जाऊंगा मुझे नाकाम तो होने दो, मुझे बदनाम करने का बहाना ढूंढ़ता है जमाना !! मैं खुद हो जाऊंगा बदनाम पहले मेरा नाम तो होने दो!

ज़ख्म कहां कहां से मिले है, छोड़ इन बातो को, ज़िन्दगी तु तो ये बता, सफर कितना बाकी है।💕

वो जाते हुये प्यार में, निशानी दे गया...